Waqt ki Baatein Lyrics and Chords
Written by Gaurav Tiwari
Verse 1
E
Maana dil dara dara hai
G#m
Toota ye zara zara hai
A B
Dil ke is bawandar ko
………………….E G#m A B
Thehar jaane do ……
E
Hoth ye zara sile hain
F#m
Khaamoshi ke silsile hain
A B
Raat thodi gehri hai,
……………….E G#m A B
Sehar aane do …….
Verse 2
…..C#m
To kya hua jo toota aaj
A B
Sapna ye tera
…..C#m
To kya hua jo aaj koi
A B
Apnaa naa milaa
….A
Kabhi to poora hoga ye
F#m
Chaahaton ka ghar
….A
Kabhi to mil hi jaega
F#m B
Tujhko humsafar
E
Tujh mai na kami koi hai
G#m
Bas tera ye din bura hai
A B
Waqt ki ye baatein hain,
…………………..E G#m A B
Ise guzar jane do …
Music:
Verse 3
…..C#m
To kya hua jo badla wo jo
A B
Kehta tha yahi
…..C#m
Badal bhi jaye duniya mai
…..A B
Rahoonga bas wahi
…..A
Magar jahan zaroorat thi
F#m
Wo raha nahi
A
Saath kaa to chhodo,
……F#m B
Khayaal tak nahi
E
Jaane do jo ja chuka hai
G#m
Kaun kab kahan ruka hai
A F#m
Baatein ye fizool hain,
………………….E G#m A B
Inhe bhool jane do ……. hoo
E G#m A F#m
Huuu … huuu .. huu ..
Music:
…..A
Andheron mai hi rehne ke
G#m
Faisałe kiye
…..A
To roshini mai aake
…..G#m
Ye mann kahan lage
……C#m
Hai itni baar toota
….G#m
Yakeen apno se
…..F#m
To aitbaar kispe
….G#m
Nazar ye phir kare
……A
Tu muskurana chahe to
G#m
Darne lagtaa hai
….F#m
Kahin nazar teri hi
…….G#m
Khushi ko na lage
…C#m
Kisi pe aana chahe
…..G#m
To kaise aye dil
…..F#m
Ye phir se tootne ke
…….G#m
Khayaal se dare
….E G#m A B
Dare