Jo Tum Mere Ho Lyrics and Chords
Written, sung and composed by: Anuv Jain
…………..C#m
Hairaan hoon
………………………………..G#m
Ki kuch bhi na mangu kabhi main
…..A B
Jo tum mere ho
………….C#m
Aisa ho kyun?
…………………………G#m
Ki lagta hai haasil sabhi hai
…..A B
Jo tum mere ho ..
Music:
Verse 1
…..C#m G#m
Jo tum mere ho
……………..A
Toh main kuch nahin maangoon
……..B
Duniya se
…….C#m G#m
Aur tum ho hi nahin
……………..A
Toh main jeena nahin chahoon
……..B
Duniya mein
…….C#m G#m
Aur nazron mein mere
……..A
Ik jahan hai jahan tu aur main
…..B
Ab saath hain
………..C#m G#m
Aur wahan koi nahin
…………………A B
Tu aur main hi haye
…….C#m
Aur aaogay
……..G#m
Aise aaogay
…….A
Teri meri kya yeh rahein
………….B
Yoon judi hain?
…..C#m
Aur raahon mein hi
…………G#m
Jo tum aaye kabhi
……………A
Hum toh pyaar se hi
……….B
Maar jayengay
…….C#m
Aur aaogay
……..G#m
Aise aaogay
…….A
Teri meri kya yeh rahein
………….B
Yoon judi hain?
…..C#m
Aur raahon mein hi
…………G#m
Jo tum aaye nahi
……………A
Hum toh phir bhi tumhe hi
B
Chaahenge
Verse 2
…..C#m G#m
Jo tum mere ho
…………….A
Toh main kuch nahin maangoon
……..B
Duniya se
……………….C#m
Pooche yeh tu
…………………………………..G#m
Ki tujhmein main kya dekhta hoon?
…….A
Jab chaaro taraf aaj
…………………….B
Kitne hi sare nazaare hain
……………C#m
Janay na tu khud ko yoon
…..G#m
Naa janay kyun?
…………………………A
Nazron se meri yahan
…………………………….B
Dekho na khud ko zara
Dekho na, dekho na
C#m G#m
Zulfon se kaise zulfon se
…….A
Teri chupti pyari pyari si
……B
Muskaan hai
……C#m
Aur nazarein jhuki,
…….G#m
Aur nazarein uthi
…………….A
Toh main kya hi karoon?
……B
Barbaad main
……..C#m G#m
Tere hothon ko, tere hothon ko
………A
Jinse rakhti mere pyare pyare
B
Naam hai
……C#m G#m
Aur dil ka tere, aur dil ka tere
……….A
Ab main kyaa hi kahoon?
…….B
Kya baat hai!
Verse 3
…….C#m G#m
Aur haan dekho yahan
……….A
Kaise ayi do dilon ki
………….B
Yeh baaraat hai
…….C#m G#m
Par kya khula aasmaan
……………..A
Yaan phir lai yahan zoro se
……B
Barsaat hai?
…………..C#m G#m
Chahein ho chaye bhi baadal toh
…………A
Chahein phir bhi tumhein
………..B
Kya, pata tum ko?
………C#m G#m
Maangoon na kuch aur jo
……………..A B
Tum mere ho …
…….C#m
Aahaa …