01
Dec
2023

Husn – Anuv Jain

Husn Lyrics and Chords

Written, Sung and Composed by:
Anuv Jain

Capo on 1st fret

Intro: A   E  G#7  C#m  B

Verse 1

A
… Dekho dekho
Kaisi baatein yahan ki
E
… Hain saath par
Hain saath na bhi
G#7                         C#m   B
.. Kya itni aasaan hain?
A
… Dekho dekho
Jaise mere iraaday
E
.. Waise kahaan
Tere yahan the
G#7                              C#m   B
.. Haan kitni naadan main

………A
Mere husn ke ilaawaa
……….B
Kabhi dil bhi maang lo na
………A
Haye pal mein
………………………..B
Main pighal jaun haan
……A
Ab aisa na karo
………..B
Ke dil judna paye wapis
……..A
Teri baaton
…………………….B
Se bikhar jaun haan

Verse 2

A
.. Mana zamana hai
Deewana
E
.. Isiliye tune na jana
G#7                                 C#m   B
… Tere liye main kaafi hoon
A
… Dekho dekho
Yeh zamane se thak kar
E
.. Aatey ho kyun
Maasoom ban kar ?
G#7                                  C#m   B
.. Tere liye main kya hi hoon?

……..A
Phir aatey kyun yahan
……….E
Karne aankhon mein
….B
Ho baarish?
…..A                               B
Ab aye toh theher jao na
……..A
Aur poocho na zara
……….E                  B
Mere din ke bare mein bhi
……A
Bas itne mein
…………………..B
Sambhal jaun haan

……………A
Haan ek din
…………..C#m
Kabhi koi
……………..A
Jab bhi padhe
…………….E
Kahani teri
……………..G#7
Lagtaa mujhe
……………….C#m
Mere naam kaa
…………A
Zikr kahin
……………….B
Bhi hoga nahin … aa ..

Bridge

E
Haan
………….C#m
Main yahin
……………A
Meri yeh aankhon mein
………………………….B
Aankhon mein toh dekho
………………E
Dekho yeh dil ka haal kya
………………C#m
Hothon se hota na bayan
……………A
Meri yeh aankhon mein
………………………….B
Aankhon mein toh dekho

………….E
Kaisa naseeb hai mera
…………….C#m
Milke bhi na mujhe mila
…………….A
Meri yeh aankhon mein
………………………….B
Aankhon mein toh dekho
………E
Teri adhuri si wafa
…………………..C#m
Maangu main maangu aur na
…………….A
Meri yeh aankhon mein
…………………………B
Aankhon mein toh dekho

Verse 3

A
.. Dekho dekho
Kaisi kheenchi lakeerein
E
.. Chahe bhi dil
Toh bhi na jeete
G#7                                    C#m B
.. Main iss daud mein nahin
A
.. Dekho dekho
Kaisi baatein yahan ki
E
.. Baatein yahi
Dekhoon jahan bhi
G#7                             C#m
.. Main is daur se nahin

End
Share

You may also like...

2 Responses

  1. Abhimanyu says:

    strumming pattern?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *