Ek Pyar Ka Nagma Lyrics and Guitar Chords
Original song Credits:
Singer: Mukesh, Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyrics: Santosh Anand
Mmmmm mmmm mmmmmm mmmm
F
Ek pyaar kaa nagmaa hai
F
Maujon ki ravaani hai
……..C A#
Zindagi aur kuch bhi nahi
…….C F
Teri meri hahaani hai
F
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Music :
……..F C
Kuch paakar khona hai
………Dm C
Kuch khokar paanaa hai
…..D# A#
Jeevan ka matlab toh
….C F
Aanaa aur jaanaa hai
F
Do pal ke jeevan se
F
Ek umra churaani hai
……..C A#
Zindagi aur kuch bhi nahi
…….C F
Teri meri kahaani hai
F
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Music : Guitar Solo
……..F C
Tu dhaar hai nadiyaa ki
………Dm C
Main tera kinaraa hoon
…..D# A#
Tu mera saharaa hai
….C F
Main tera saharaa hoon
F
Aankhon mein samandar hai
F
Aashaaon ka paani hai
……..C A#
Zindagi aur kuch bhi nahi
…….C F
Teri meri kahaani hai
F
Ek pyaar kaa nagmaa hai
Music : Guitar Solo
……..F C
Toofaan to aanaa hai
………Dm C
Aakar chale jaanaa hai
…..D# A#
Baadal hai ye kuch pal kaa
………C F
Chaakar dhal jaanaa hai
F
Parchaaiyaan reh jaati
F
Reh jaati nishaani hai
……..C A#
Zindagi aur kuch bhi nahi
…….C F
Teri meri kahaani hai
F
Ek pyaar kaa nagmaa hai
F
Maujon ki ravaani hai
……..C A#
Zindagi aur kuch bhi nahi
…….C F
Teri meri hahaani hai
…….C F
Teri meri hahaani hai
…….C F
Teri meri hahaani hai