Banjaara Lyrics and Chords
Movie: Ek Villain
Lyrics/ Composition: Mithoon
Singer: Mohd. Irfan
Capo on 4th fret
Verse 1
Am
.. Jise zindagi dhoondh rahi hai
Am
.. Kya ye woh makaam mera hai
F
.. Yahaan chain se bas ruk jaaun
F G
.. Kyun dil ye mujhe kehta hai
G
… Jazbaat naye se mile hain
G
.. Jaane kya asar ye huaa hai
F
.. Ik aas mili phir mujhko
F Am
.. Jo qubool kisi ne kiya hai
………Am
Haan kisi shaayar ki ghazal
F
.. Jo de rooh ko sukoon ke pal
G
.. Koi mujhko yun mila hai
G Am
.. Jaise banjaare ko ghar
Am
.. Naye mausam ki sehar
F
.. Yaa sard mein dopahar
G
.. Koi mujhko yun mila hai
G Am
.. Jaise banjare ko ghar
Am
Hmm…
Music:
Verse 2
C Em
… Jaise koi kinaara
C Em
.. Detaa ho sahaara
……….F G C
Mujhe wo mila kisi mod par
C Em
.. Koi raat ka taara
C Em
.. Karta ho ujaala
…….F G C
Waise hi roshan kare woh shehar
E7 Am
Dard mere woh bhula hi gayaa
………F G
Kuch aisa asar huaa
G
Jeena mujhe phir se woh
………….Am
Sikha raha
………Am
Hmm.. Jaise baarish kar de tar
F
.. Yaa marham dard par
G
… Koi mujhko yun mila hai
G Am
.. Jaise banjare ko ghar
Am
.. Naye mausam ki sehar
F
.. Yaa sard mein dopahar
G
.. Koi mujhko yun mila hai
G Am
.. Jaise banjaare ko ghar
Music:
Verse 3
C Em
.. Muskaata yeh chehra
C Em
.. Deta hai jo pehraa
…..F G
Jaane chhupata kya dil ka
……….C
Samandar
C Em
.. Auron ko toh har dum
C Em
.. Saaya deta hai
………F G
Woh dhoop mein hai khada
……….C
Khud magar
E7 Am
Chot lagi hai usey phir kyun
……..F G
Mehsoos mujhe ho raha
G
.. Dil tu bata de kya hai
………Am
Iraadaa tera
………Am
Hmm .. Main parinda besabar
F
.. Tha uda jo darbadar
G
.. Koi mujhko yun mila hai
G Am
.. Jaise banjare ko ghar
Am
.. Naye mausam kki sehar
F
.. Yaa sard mein dopahar
G
.. Koi mujhko yun mila hai
G Am
[ .. Jaise banjaare ko ghar
G Am
.. Jaise banjaare ko ghar ] – 2